Dey Ijazat Jo Tu Lyrics Title Song
Teri
aankhon mein rah lun main
Tera
har dard sah lun main
Teri
aankhon mein rah lun main
Tera
har dard sah lun main
Dey
ijazat jo tu tery pehlu mein rah lun main
Teri
aankhon mein rah lun main
Badli
badli si hain dil ki aawazein sun
Sunly
kiya kah raha hai mann
Meri
aankhon sy door jana nahi
Sehmi
sehmi si hai dharkan
Tu
jo kahdy to jaan apni ye dy dun main
Teri
aankhon mein rah lun main
Tera
har dard sah lun main
Teri
nazroon sy ojhal main kaisy rahon
Kaise
juda rahoon
Teri
khushbu sy ab bhi mehka karon
Teri
yaadon ky sang rahoon
Tu
jo kah dy to aik hi pal mein
Apni
hasti fana karon
Teri
aankhon mein rah lun main
Tera
har dard sah lun main
Dey
ijazat jo tu, tery pahlu mein rah lun main
Teri
aankhon mein rah lun main
Tera
har dard sah lun main…!!!
0 Comments