Advertisement

Kahi Un Kahi Ost Lyrics

 


Kahi Un Kahi Ost Lyrics


Koi lamha, lamha shareek tha mere jagty huay rang main
Aise dard main yun kia mjhy be-zuban
K main reh saka na tarang main
Ye khalish rhi yeh kasak rahi
K sada rahi [kahi un kahi]

Mere roz-o-shab main ho roshni
Meri zindagi main nishat ho
Jisy hal-e-dil main suna sakun
Koi sath ho, koi baat ho
Ye khalish rahi yeh kasak rahi
K sada rahi [Kahi un kahi]

Mujhy pyasa rakha serab ne
Mjhy tanha rakha malal ne
Mjhy rakha qaid main umar bhar
Inhi sazishon bhary jaal main
Yeh khalish rhi yeh kasak rhi
K sada rahi [Kahi un kahi]





Post a Comment

0 Comments