Mastana Mahi ost song lyrics
Palke kyu, numm hui
Saansen bhi, tumm gayi
Kahi khushiyaan hai ko gayi
Hansi honto se ko gayi
Juda aik aanso rahe gaye
Bus yahin
Palke kyu, numm hui
Saansen bhi, tumm gayi
Aik haseen raat mein mujhko wo
Pari chera mila ta jo
Mere khwabon mein basa
Woh juda ho rahi thi mujhse
Kafa horahi thi aur main
Kara dekha tha bus raha
Usey jana tha dur he
Main uski manzil tha nahin
Bus un lamho ko soch kar
Aaj phir
Palke kyu, numm hui
Saansen bhi, tumm gayi
“Meri galti hai, maine use itna pyar diya ke woh hur shaks
mein mujhe talash karti hai. Main uski ideal hu. Is liye
usne shaadi ke liye meri jaise admi ko choona.”
Zindagi saamne ayi to
Na lab kol paya na mein
Usey ke saka joh dil mein ta
Uski masoom aankhon mein
Joh basa pyar tha mere liye
Usey naam kya dehta bala
Mein tha hairaan yu hogaya
Usey samjao kis tara
Phir yaadon mein doob kar
Aaj bhi
Palke kyu, numm hui
Saansen bhi, tumm gayi
“Khala kere thi ke aap mere dula hai.”
“Kisi se mut kehna kay tum mujhse mile tha.”
“Lekin aap bi wada kare ke aap jaldi wapis aajage.”
Bekhabar te zaamane se hum
Tumhe jaane toh pechana ghum
Itne anjaan the jeerahe
Tum ne sambala tha jho
Bikar ke toot jate hum warna tho
Kahi rahoon mein ko jate hum
Woh anjaana sa waqt tha
Tumhare mere darmiyaan
Bana tha aik pal ke liye
Soch kar
Palke kyu, numm hui
Saansen bhi, tumm gayi
0 Comments