OST Karb Song Lyrics Hum Tv
Ye
khali pan ki hai aisi kahani
Ke
jaise khushk sagar ka ho paani
Sada
aati nahi hai dharkano ki
Muhabbat
ho rahi ho jaise faani
Ye
kaisa karb hai koi na jaane
Lage
jo zindagi har pal adhoori
Lage
jo zindagi har pal adhoori
Fana
kar de kahin na dard mujhko
Fana
kar de kahin na dard mujhko
Fana
kar de kahin na dard mujhko
Aa
aa aa….
Aa
aa aa….
0 Comments