Advertisement

Suno Chanda OST Lyrics

 


Suno Chanda OST Lyrics


Aao Sunao Tumhe Ek Kahani
Aao Sunao Tumhe Ek Kahani

Jaha Ka Tha Raja, Waha Ki Thi Rani



Suno Chanda (X3)



Mohabbat Ka Qissa, Sab Hi Ka Tha Hisa

Mohabbat Ka Qissa, Sab Hi Ka Tha Hisa

Thi Chandi Ki Guriya, Tha Sone Ka Guda

Nazar Lag Gayi Hai, Is Dosti Ko
Tha Guda Tha Deewana, Thi Guriya Deewani



Suno Chanda (X3)



 Bahut pyaar hai yeh, Ya takraar hai yeh

Bahut pyaar hai yeh, Ya takraar hai yeh

Jo Roothay ga koi, to iqraar hai yeh

Ajab silsila hai, Muhabat to dekho

Yeh uska dewana, Woh uski Dewani



Suno Chanda (x3)



Post a Comment

0 Comments