Yaqeen Ka Safar OST Lyrics – Hadiqa Kiyani & Waqar Ali | HUM TV
Guman ke bad yaqeen ka Safar nikalta hai
Ye kon sath sar-e-raah guzar nikalta hai
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai
Gumaan ke baad yaqeen ka safar nikalta
hai
Main teri yaad ke khalchon se tang hon,
kiya kiya
Main teri yaad ke khalchon se tang hon,
kiya kiya
Mein tere waqt ke hamrah, chal nahi
sakti
Ke tera waqt, mujhe rond kar nikalta hai
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta
hai.
0 Comments