Khudaya song lyrics from Actor in Law
Ghar k dar se darbadar yun ho gaye qadam
Ik zara si zindagi mein is qadar sitam
O khudaya...
O khudaya...
Gin raha hoon ungliyon pe apna har gunnah
Keh raha hoon tujhse main tu sun raha haina
O khudaya...
O khudaya...
Janay kis baat ki mili... Mili mujhe saza
Janay kis baat ki mili... Mili mujhe saza
Bata meri khata...
O khudaya...
Ghar k dar se darbadar yun ho gaye qadam
Ik zara si zindagi mein is qadar sitam
O khudaya...
O khudaya...
Choot'tay ja rahay hain saharay, koi rokay koi tou pukaray
Choot'tay ja rahay hain saharay, koi rokay koi tou…
0 Comments