Muhabbat Subha Ka Sitara Hai Songs Lyrics Harshdeep Kaur
Ye
jo ik subha ka sitara hai
Zindagi
tera goshwara hai
Ay
muqaddar koi hisaab to rakh
Kon
jeeta hai kon haara hai
Ye
jo ik subha ka sitara hai
<Break>
Rafa
rafta ye majra bhi khula
Dil
ky sody mein sab khasara hai
Kesi
uftad padd gai aakhir
Waqt
guzra nahi guzara hai
Ye
jo ik subha ka sitara hai
<Break>
Ishq
ky darmiyan bhol gaye
Kiya
tumhara hai kiya hamara hai
Rang
bhi khul raha hai chahat ka
Kis
ny manzar ko yon sanwara hai
Ye
jo ik subha ka sitara hai
<Break>
Aankh
bharny lagi hai yaadon sy
Shor
e darya hai chup kinara hai
Ye
daby paoun kon aaya tha
Kis
ky aahat ny phir pukara hai
Ye
jo ik subha ka sitara hai
Zindagi
tera goshwara hai
Ay
muqaddar koi hisaab to rakh
Kon
jeeta hai kon haara hai
Ye
jo ik subha ka sitara hai…!!!
0 Comments